Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad hoshe ka saaransh hoshe saaransh 1 hoshe ki patni aur woh bachche jinhein usne janm diya (1-9) yijrel (4), lo-ruhama (6), lo-ammi (9) bahaali aur ekta ki aasha (10, 11) 2 vishvasghati israel ko saza (1-13) woh yahova ke paas laut aayegi (14-23) “tu mujhe apna pati kahegi” (16) 3 hoshe ne apni badchalan patni ko chhudaya (1-3) israel yahova ke paas lautegi (4, 5) 4 yahova ne israel par mukadma kiya (1-8) desh mein parmeshvar ke baare mein gyaan nahin (1) moortipooja aur badchalni (9-19) badchalni karne ki fitrat behkati hai (12) 5 epraim aur yahooda ka nyay (1-15) 6 yahova ke paas lautne ka bulva (1-3) logon ka atal pyar pal-bhar ka (4-6) atal pyar balidan se behtar (6) logon ka sharmnak chaalchalan (7-11) 7 epraim ki dushtata ka byaura (1-16) parmeshvar ke jaal se nahin bacheinge (12) 8 moortipooja ke anjam bhugatna (1-14) hava bona, aandhi ki katai karna (7) israel apne bananevale ko bhool gaya (14) 9 epraim ke paap ke kaaran parmeshvar ne use thukraya (1-17) sharmnak devta ko samarpit (10) 10 angoor ki sadi bel, israel ka naash (1-15) bona aur kaatna (12, 13) 11 israel ke bachpan se parmeshvar ne use pyar kiya (1-12) “mainne apne bete ko misra se bulaya” (1) 12 epraim yahova ke paas laut jaaye (1-14) yakub parmeshvar se lada (3) parmeshvar ki kripa ke liye roya (4) 13 epraim yahova ko bhool gaya (1-16) “hey maut, tera dank kahaan hai?” (14) 14 yahova ke paas lautne ki guzarish (1-3) honthon se taareef ke bol arpit karna (2) vishvasghat karne ki beemari door karna (4-9)