Pavitra Shastra ka Nayi Duniya Anuvad aamos ka saaransh aamos saaransh 1 aamos ko yahova se sandesh mila (1, 2) baar-baar bagavat karne ki saza (3-15) seeriya (3-5), palisht (6-8), sor (9, 10), edom (11, 12), ammon (13-15) 2 baar-baar bagavat karne ki saza (1-16) moab (1-3), yahooda (4, 5), israel (6-16) 3 parmeshvar ki taraf se saza sunana (1-8) parmeshvar raaz ki baat batata hai (7) saamriya ke khilaf sandesh (9-15) 4 baashaan ki gaayon ke khilaf sandesh (1-3) yahova ne israel ki jhoothi upasna ke baare mein taana kasa (4, 5) israel ne shiksha kabool nahin ki (6-13) “apne parmeshvar ke saamne aane ke liye taiyar ho jaa” (12) “woh insan ko apne vichar batata hai” (13) 5 israel aisi kunvari ki tarah hai jo gir gayi hai (1-3) parmeshvar ki khoj kar aur jeeta reh (4-17) burai se nafrat, bhalai se pyar (15) yahova ka din, andhkar ka din (18-27) israel ke balidan thukraye gaye (22) 6 dhikkar hai un par jo befikra hain! (1-14) haathi-daant ke palang; daakh-madira ke pyale (4, 6) 7 israel ka ant kareeb, iske darshan (1-9) tiddiyaan (1-3), aag (4-6), saahul (7-9) aamos se kaha gaya ki bhavishyavani karna band kar (10-17) 8 garmiyon ke falon ki tokri ka darshan (1-3) zulm karnevalon ki ninda ki gayi (4-14) parmeshvar ke vachnon ka akaal (11) 9 parmeshvar ke nyay se koi nahin bachega (1-10) daavid ka chhappar khada kiya jaayega (11-15)